KALA JADU (Kala Jadu se di gyee takleef sar dard ka Qurani ilaj

Jis shaks ka sir main darad rehta ho aur wo her tarah ki davahe kha choka ho tab be us ko aram na ahe to wo kisi acha amel kamel ko check karvahe ya to us ka under kohi jin ghosa howa ho ga ya phir us per jado ho ga jadogar jab kisi ka sir main darad karta hai to 2 tareka se karta hai ya to wo kisi ake nikama jin ki duty lagata hai ka is ka fala bin fala shaks ka sir main darad karte rehna to wo jin us shaks ka sir main darad karta rehta hai her thore dair baad ka
achanak yeah darad bar jata hai aur kabe ake dam khatam ho jata hai aur kabe ake dam se neend ah jate hai neend is liya ah jatee hai us shaks ko q k jin us shaks ko sola kar thore dair aram karta hai aur phir thora ghoom phir kar ata hai us ka baad jesa wo shaks uth jata hai jin dobara us ka jisam main dakhel ho kar us ka sir main darad karna shoro kar deta hai her thore dair baad  sir darad ki dosare condition  jadogar sir darad ka amal karta hai jis  shaks per to us ka face black ho jata hai sir main achanak tease othte hai aur demage ki naso main shaded darad hota hai jadogar apna jado se demage main nazla jam kardeta hai jis se demage main mustakel darad rehta hai jab be kohi garam cheeze khao ya kohi thandi cheeze khao to bohat darad hota hai  aur ahsa banda ka sir her waquat garam rehta hai aur us ka demage main chota chota dana nikal ata hai balo ka under  aur wo samjhta hai ka us ko bokhar hai jab wo therma meter main check karta hai to tempreture normal hota hai laken wo sab se yahe kehta hai ka mujha under bokhar hai mare hadio main bokhar beth gaya hai ahsa banda pareshan he rehta hai jaga jaga doctors se elaj karvata hai mager faida nahi hota sir darad se bus wo pareshan he rehta hai  is ka toor main likh deta ho   amal yeah hai    1)ager sir darad jin ki waja se lahak hai to u kareen awal akhir 11 dafa darood jo be ata ho us ka baad surah nas pareen 1000 dafa phir apna upder dam kareen aur ake pani ki bottle per be dam kareen daily 5 namaz ka baad yeah amal kareen aur pani be peya bottle ka pani din main 5 namazo ka elawa jab g chaha peya acanak sir darad ho to foron pani peya . inshallah tala bohat jald is sir darad se nejad melay gee  

2) ager sir darad  jado ki waja se lahak hai to phir u kareen awal akhir 11 dafa darood jo be ata ho surah falak 707 dafa pareen aur pani ki bottle per dam kareen yeah amal her namaz ka baad karee aur pani be peya din main her namaz ka baad inshallah 41 days main is sir darad se nejad mil jaha gee    dua main yaad rakheya ga

Popular Posts